Nawaz Hukumat K Atay He MQM Ne Ek Bar Phir Riyasti Operation K Khatre K Bayis Apni Jamat Se Criminals Ko Nikalna Shuru Kardia Hai: Zaraye.Sab Se Pehle MQM Ne K.T.C K Incharge Hammad Siddiqui Ko Nikala Hai Jo Baqayeda Tor Pe ShiaKillings Me Bi Namazad Hai, MQM Ka Ye Step Acha Ha.MQM me Tanzimi Tabdilio or Hukumat say Nikaltay hi Khi me ShiaKillings Ruk gayi hen, jiska Matlab hay k Shia Qom durust simt me soch rhe thi
plz join our group and follow us on twitter http://www.facebook.com/groups/safeereazadaran/ safeereazadaran's page http://www.facebook.com/safeereazadaran# join us @ Google plus http://gplus.to/safeereazadaran FOLLOW US ON TWITTER https://twitter.com/#!/SafeereAzadaran for free mobile updates TO GET FREE NEWS ON UR MOBILE 1-TYPE " Follow SafeereAzadaran " 2-SEND IT TO PAK 40404 AUS 0198089488 CANADA 21212 US 40404 UAE 8080
Saturday, 25 May 2013
Thursday, 23 May 2013
QMJ Allama Sajid Naqvi sa Jhang say Jitne wali MPA say Mulaqat
Election mein Sipah Sahaba k Sarbarah Ahmed Ludhianvi ko Jhang PP78 pr Shikast deny wale MPA Rashida Yaqoob ke Allama Sajid Naqvi sy Mulaqat. Rashida Yaqoob ny Election mein Kamyabi pr Allama Sajid Naqvi ka Shukariya Ada kya Jhang ky Masail aur un ky mustaqil hal ky lye Guftagu.Mulaqat mein MPA Rashida Yaqoob ny kaha ky Election mein Jhang PP78 pr Meri Kamyabi Allama Sajid Ali Naqvi ke Marhaoun Minat he Mumkin Howe
Wiladat e Mola Ali A.s Mubarik Ho
Kis sher ki amad hai k ran kanp raha hai
Ran aik tarfa charkh-e-kuhan kanp raha hai
Rustam ka badan zair e kafan kanp raha hai
Hr qasr e salatien e zaman kanp raha hai
Shamsheer bakuf daikh k Haider(a.s) k pisar ko
Jibraeel kanpty hain samaity hoe par ko
2
Mah'e Rajab ka poora Chaand
....Hubbe Ali mein dooba Chaand
Ek ishaar-e mein do tukde
....Aaj talak na bhoola Chaand
Dosh-e Nabi se Chand ka manzar
....Nanha munna chota Chaand
Qamar-e Bani Hashim ke muqabil
....Kitna hai pheeka pheeka Chaand
Munikre Maula kee qismat per
....Khandah dahan hai peela Chaand
Hamd-e Khuda per hubb-e Ali per
....Kaise hai itraata Chaand
Khana-e Zahra per sajde ka
....Kitna hai matwaala Chaand
Sher-e Abu Talib per Sharib
....Qurban waaree sadqua Chaand
Ran aik tarfa charkh-e-kuhan kanp raha hai
Rustam ka badan zair e kafan kanp raha hai
Hr qasr e salatien e zaman kanp raha hai
Shamsheer bakuf daikh k Haider(a.s) k pisar ko
Jibraeel kanpty hain samaity hoe par ko
2
Mah'e Rajab ka poora Chaand
....Hubbe Ali mein dooba Chaand
Ek ishaar-e mein do tukde
....Aaj talak na bhoola Chaand
Dosh-e Nabi se Chand ka manzar
....Nanha munna chota Chaand
Qamar-e Bani Hashim ke muqabil
....Kitna hai pheeka pheeka Chaand
Munikre Maula kee qismat per
....Khandah dahan hai peela Chaand
Hamd-e Khuda per hubb-e Ali per
....Kaise hai itraata Chaand
Khana-e Zahra per sajde ka
....Kitna hai matwaala Chaand
Sher-e Abu Talib per Sharib
....Qurban waaree sadqua Chaand
Subscribe to:
Posts (Atom)
